Ay zalim tune is qadar khanjar se waar kiya, lagi is qadar dilpe, ke tukde huwe hazaar, karna tha mujhe izhaar, abh kaise bayaan karun, abh dil hi na raha, bata mohabbat ki kya karun.
Karte hai mhabbat unse ke kya bataye yaro, uske gumshuda hone ka asar dil pe iss tarha chaaya, mehsoos ho raha hai wo yehi kahin hai, bus mil jaye toh izhaare mohabbat kar dalun.
Karti hun mohabbat tumse is qadar, ke tumbin jee na paun me, lafzon se bayan kaise karun, is bechain dil ka haal, ajab saadgi hai tere chehre pe, ki nazar hatthi nahin tumhe dekhne ke baad